Shayri on Rickshaw
- Maalik Ki Gaadi Driver Ka Paseena - Chalti Hai Road Par Ban Kar Haseena
- Buri Nazar Wale, Tera Moonh Kala
- Mera Mulk Mahan (Lekin Janta Pareshan)
- Qismat Aazma Chuka, Muqadar Aazma Raha Hoon - Aik Baywafa Kay Kahtir Riksha Chala Raha Hoon
- Chandni Raat Beeti Jaa Rahi Hai - Ullu Ki Patthi, Too Ab A Rahi Hai
- Kabhee Side Say Aatee Ho Kabhee Peechay Say Aatee Ho - Meree Jaan Horn Day Day Kar Mujhay Tum Kyon Satateey Ho
- Maan Ki Dua Jannat Ki Hawa - Maan Ki Bud-Dua Ja Beta Rickshaw Chala
- Pappu Yaar Tang Na Ker!
- Zehreeli Nagan
- Koi Jal Gaya, Kisi Nai Dua Di
- Quaid-E-Azam Nay Farmaya - Tu Chal, Main Aayaa
- Main Phir Aaon Ga
- Tapar Hai To Paar Kar Warna Bardaasht Kar
- Maan Ki Dua, Baap Ka Chamaat
- Dekh Magar Pyar Se!
- Khatharnaak Rambo
- Horn Day Ker Paas Kerain
- Chal Dhanno
- Phir Milayngay
- Akhri Shahzada
- Tera Jadoo Chal Gya
- Hosh Ker Kherghosh
- Wo Dekho Mastani Ja Rahi Hay
- Khuda Keray Haseenoo Ke Baap Mar Jeyeen - Maut Ka Bahana Ho Hum Un Ke Ghar Jeyeen, abey Kambakath Aisa Soochna Bhi Paap Hoga - Kissi Rooz Tu Bhi Kissi Haseen Ka Baap Hoga
Follow Me on Twitter
No comments:
Post a Comment